एक ऐसी शाम निराली
दीप कही था
कही थी बाती
दीप कही था
कही थी बाती
तरस रहे थे
मिलन को दोनों
पर किस्मत उस दिन
उनकी थी खाली
आग लगी थी
दिल में उनके
धधक रहे थे
सुलग रहे थे
बिछड़ के दोनों
सिसक रहे थे
मन ही मन में
समझ गये थे
वो बात सुहानी
एक दूजे बिन
उनकी कोई नहीं कहानी ।
ek aisi shaam nirali
deep kahi tha
kahi thi baati
taras rahae thae
milan ko dono
par kismat us din
unki thi khalee
aag lagi th
dil mai unkae
dhadak rahae thae
sulag rahae thae
bichar k dono
seesak rahae thae
maan hi maan mai
samajh gayae tha
wo ek baat suhani
ek dujae bin
unki koi nahi kahanai
No comments:
Post a Comment