aao karae
sar kalam
apnea jarurato
ki
aao mil
batae gaaam
dusro ki
khud ki
pareshaniyo mae
nahak kyu
uljhae ho manu
tujh sa hai
lakho jyada dukhi
eis
dharttee par hai kayee
aao
samvedna ka haath badhayae
aao unkae
dukh dard batae
aao zindgi ko behtar banayae.
binita jha
No comments:
Post a Comment